Sandese Aate Hai Lyrics | Border | Sunny Deol, Suniel Shetty | Best Patriotic Hindi Song – Sonu Nigam, Roop Kumar Rathod Song
Sandese aate hai lyrics from the blockbusterbollywood movie Border. Sandese aate hain song is one of the bestpatriotic hindi song of all time. The song shows the stories of soldiers of our nation. Song tells that how soldier misses their families while they were on duty far from their home. Sandese aate hain song has all the emotions of soldiers which they caary while on duty. The song is sung bySonu Nigam andRoop Kumar Rathod and the music is given by Anu Malik. Sandese aate hai lyrics was written by Javed Akhter. Read sandese aate hai lyrics below.
Sandese aate hai song credits
Song : Sandese Aate Hai – Ke Ghar Kab Aaoge
Singers : Sonu Nigam and Roop Kumar Rathod
Music : Anu Malik
Lyrics : Javed Akhtar
Director : J P Dutta
Movie : Border
Singer
Sonu Nigam, Roop Kumar Rathod
Sandese aate hai lyrics
Hoho…Sandese Aate HaiHumein Tadpaate HaiJo Chitthi Aati HaiWoh Poochhe Jaati HaiKe Ghar Kab Aaoge?Ke Ghar Kab Aaoge?Likho Kab Aaoge?Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona HaiSandese Aate HaiHumein Tadpaate HaiJo Chitthi Aati HaiWoh Poochhe Jaati HaiKe Ghar Kab Aaoge?Ke Ghar Kab Aaoge?Likho Kab Aaoge?Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona HaiKisi Dilwaali NeKisi Matwaali NeHumein Khat Likha HaiYeh Humse Poochha HaiKisi Ki Saanson Ne, Kisi Ki Dhadkan NeKisi Ki Choodi Ne, Kisi Ke Kangan NeKisi Ke Kajre Ne,Kisi Ke Gajre NeMahekti Subahon Ne, Machalti Shaamon NeAkeli Raaton Ne, Adhoori Baaton NeTarasti Baahon NeAur Poochha Hai Tarsi Nigahon NeKe Ghar Kab Aaoge?Ke Ghar Kab Aaoge?Likho Kab Aaoge?Ki Tum Bin Ye Dil Soona Soona HaiSandese Aate HaiHumein Tadpaate HaiJo Chitthi Aati HaiWoh Poochhe Jaati HaiKe Ghar Kab Aaoge?Ke Ghar Kab Aaoge?Likho Kab Aaoge?Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona HaiMohabbat Waalon NeHamaare Yaaron NeHumein Ye Likha HaiKe Humse Poochha HaiHamaare Gaaon Ne, Aam Ki Chhaaon NePuraane Peepal Ne,Baraste Baadal NeKhet Khaliyaanon Ne, Hare Maidaanon NeBasanti Belon Ne, Jhoomti Belon NeLachakte Jhulon Ne, Behekte Phoolon NeChatakti Kaliyon NeAur Poochha Hai Gaaon Ki Galiyon NeKe Ghar Kab Aaoge?Ke Ghar Kab Aaoge?Likho Kab Aaoge?Ki Tum Bin Ye Dil Soona Soona HaiSandese Aate HaiHumein Tadpaate HaiJo Chitthi Aati HaiWoh Poochhe Jaati HaiKe Ghar Kab Aaoge?Ke Ghar Kab Aaoge?Likho Kab Aaoge?Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona HaiHoho…Hoho…Kabhi Ek Mamta KiPyaar Ki Ganga KiJo Chitthi Aati HaiSaath Woh Laati HaiMere Din Bachpan KeKhel Woh Aangan KeWoh Saaya Aanchal KaWoh Teeka Kaajal KaWoh Lori Raaton Mein, Woh Narmi Haathon MeinWoh Chaahat Aankhon Mein ,Woh Chinta Baaton MeinBigadna Upar Se, Mohabbat Andar SeKare Woh Devi MaaYahin Har Khat Mein Poochhe Meri MaaKe Ghar Kab Aaoge?Ke Ghar Kab Aaoge?Likho Kab Aaoge?Ki Tum Bin Ye Dil Soona Soona HaiSandese Aate HaiHumein Tadpaate HaiJo Chitthi Aati HaiWoh Poochhe Jaati HaiKe Ghar Kab Aaoge?Ke Ghar Kab Aaoge?Likho Kab Aaoge?Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona HaiAye, Guzarne Waali Hawa BataaMera Itna Kaam Karegi Kya?Mere Gaaon JaaMere Doston Ko Salaam DeMere GaaonMein HaiJoWoh GaliJahaan Rehti Hai Meri DilrubaaUse Mere Pyaar Ka Jaam DeUse Mere Pyaar Ka Jaam DeWahiThodi Door Hai Ghar MeraMere Ghar Mein Hai Meri Boodhi MaaMeri Maa Ke Pairon Ko Chhoo Ke TuUse Uske Beta Ka Naam DeAye Guzarne Waali Hawa ZaraMere Doston Meri DilrubaaMeri Maa Ko Mera Payaam DeUnhe Jaake Tu Yeh Payaam DeMain Waapas AaoongaMain Waapas AaoongaPhir Apne Gaaon MeinUsiki Chhaaon MeinKi Maa Ke Aanchal SeGaaon Ke Peepal SeKisi Ke Kaajal SeKiya Joh Waada Tha Woh NibhaoongaMain Ek Din AaoongaMain Ek Din AaoongaMain Ek Din AaoongaMain Ek Din AaoongaMain Ek Din AaoongaMain Ek Din AaoongaMain Ek Din AaoongaMain Ek Din Aaoonga…
Read also-Vande Mataram Original Lyrics- Bankim Chandra Chattopadhyay Maa tujhe salaam lyrics- A.R. Rahman
Sandese aate hai song can be sing during the auspicious occasion of Republic day on 26 January and Independence day on 15 August. one can dedicate this song to our armed forces. Sharesandese aate hai lyrics from Border now.