Tera Yaar Hoon Main Lyrics | Arijit Singh Songs
Tera Yaar Hoon Main Lyrics: Tera yaar hoon main is friendship song from thebollywood movie sonu ki titu ki sweety.The movie is Starring Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha and Sunny Singh. This friendship love song is sung by Arijit Singh and music of the song is give by Rochak Kohli. Tera Yaar Hoon Main lyrics is penned by Kumaar. Checkout Tera yaar hoon main lyrics below.
Singer
Arijit Singh
Tera Yaar Hoon Main Lyrics:
Tu jo rootha toh kaun hansega Tu jo chhuta toh kaun rahega Tu chup hai toh yeh darr lagta hai Apna mujhko ko ab kaun kahega
Tu hi wajah Tere bina bewajah bekar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main
Aaja ladein phir khilono ke liye Tu jeete main haar jaun Aaja karein phir wohi shararate Tu bhaage main maar khaun
Mitthi si woh gaali teri Sunne ko taiyaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon
Sajna de rang rangayiyan ve Sagna diyan sehnaiyan ve Dhol wajange yaar nachange Lakh lakh deo badhaiyan ve
Khusiyaan ch nachda main phiran Hanjuaan ton bachda main phiran
O jaate nahi kahin rishte purane Kisi naye ke aa jaane se Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de Kyun pareshan hai mere jaane se
Toota hai toh juda hai kyn Meri taraf tu muda hai kyu Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe
Ek teri yaari ka hi Saaton janam haqdaar hoon main Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon mai song credits:
Song – Tera Yaar Hoon Main
Singer – Arijit Singh
Music – Rochak Kohli
Lyrics – Kumaar
Music Label – T-Series
Watch Also-Shayad Lyrics- Arijit Singh Song
ShareTera yaar hoon main lyrics from Sonu ke Titu ki Sweety now. If you find any mistake in song lyrics, do write us.