Kya Hua Tera Wada Lyrics: Kya hua tera wada is theold bollywood sad song sung byMohd. Rafi andSushma Shreshtha. The song is from the movieHum Kisi Se Kam Nahi. Music of the song is given byR.D. Burman and lyrics are penned byMajrooh Sultanpuri. Checkout kya hua tera wada lyrics below.
Kya hua tera wada lyrics credits
Song: Kya Hua Tera Wada
Film: Hum Kisise kum nahi
Artist: Sushma Shreshtha & Mohd. Rafi
Music Director: R.D Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Film Star: Rishi Kapoor, Kajal Kiran, Kamal Kapoor, Ravindra Kapoor
Director : Nasir Hussain
Singer
Sushma Shreshtha and Mohd. Rafi
Mohd. Rafi – Kya Hua Tera Wada Lyrics
Kya hua tera wada Woh kasam woh irada
Kya hua tera wada Woh kasam woh irada Bhoolega dil jis din tumhe Woh din zindagi ka aakhri din hoga Kya hua tera wada Woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhe Woh din zindagi ka aakhri din hoga Kya hua tera wada
Yaad hain mujhko tune kaha tha Tumse nahi roothenge kabhi Dil ki tarah se haath mile hain Kaise bhala chootenge kabhi Teri baahonmein beeti har shaam Bewafa yeh bhi kya yaad nahi
Kya hua tera wada Woh kasam woh irada Bhoolega dil jis din tumhe Woh din zindagi ka aakhri din hoga Kya hua tera wada Woh kasam woh irada
Wo kehne wale mujhko farebi Kaun farebi hain yeh bata Wo jisne ghum liya pyar ke khatir Ya jisne pyar ko bech diya Nasha daulat ka esa bhi kya Ke tujhe kuch bhi yaad nahi
Kya hua tera wada Woh kasam woh irada Bhoolega dil jis din tumhe Woh din zindagi ka aakhri din hoga Kya hua tera wada Woh kasam woh irada
Watch Also- Jab koi baat bigad jaye lyrics- Kumar Sanu
Post navigation
Jab Koi Baat Bigad Jaye Lyrics – Kumar Sanu Song
Tu Jaane Na Lyrics – Ajab Prem Ki Gajab Kahani | Atif Aslam | Ranbir Kapoor, Katrina Kaif