Tera Yaar Hoon Main Lyrics | Arijit Singh Songs
Tera Yaar Hoon Main Lyrics: Tera yaar hoon main is friendship song from the bollywood movie sonu ki titu ki sweety. The movie is Starring Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha and Sunny Singh. This friendship love song is sung by Arijit Singh and music of the song is give by Rochak Kohli. Tera Yaar Hoon Main lyrics is penned by Kumaar. Checkout Tera yaar hoon main lyrics below.
Singer | Arijit Singh |
Tera Yaar Hoon Main Lyrics:
Tu jo rootha toh kaun hansega
Tu jo chhuta toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega
Tu jo chhuta toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega
Tu hi wajah
Tere bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Aaja ladein phir khilono ke liye
Tu jeete main haar jaun
Aaja karein phir wohi shararate
Tu bhaage main maar khaun
Mitthi si woh gaali teri
Sunne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon
Sajna de rang rangayiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan ve
Khusiyaan ch nachda main phiran
Hanjuaan ton bachda main phiran
O jaate nahi kahin rishte purane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se
Toota hai toh juda hai kyn
Meri taraf tu muda hai kyu
Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe
Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon mai song credits:
Song – Tera Yaar Hoon Main
Singer – Arijit Singh
Music – Rochak Kohli
Lyrics – Kumaar
Music Label – T-Series
Watch Also- Shayad Lyrics- Arijit Singh Song
Share Tera yaar hoon main lyrics from Sonu ke Titu ki Sweety now. If you find any mistake in song lyrics, do write us.